Tuesday 28 April 2020

Jaya jana bharat jann mann abhimat - Hindi Patriotic Song

Pa) Jaya jana bharat jan man abhimat
Jan gan tantra vidhatha

1) Gaurav bal himalaya ujjvala
Hrudaya har ganga jal
Kati vindhyachal sindhu charan
Tal mahima sashwatha gaatha

2) Hare keth lehare, nad nirjar,
Jeevan shobha urvar
Vishwa karmarat koti bahu kar
Aganitha pag dhruv path par

3) Prathama sabyatha gyatha, sam dvanitha gun dhatha,
Jaya nav manavtha nirmatha, satya ahimsa datha
Jaya hein, jaya hein, jaya hein, shanthi adistatha





No comments:

Post a Comment